Indian Blog Help Ki Comment Policy Me Apaka Swaagat Hai. Agar Aap is Site Par Visit Karte Hain, Aur is Site Par Comment karne Chahte Hai To is Comment Policy Ko Carefully Read Kare, Taki Aapko Comment Kaise Karna Hai, Aur Kis Tarah se Karna, Hai Ye Samj Me Aa Jaye, Aur Apko Comment Karne Me Asani Hogi.
Indian Blog Help Par Comment Kaise Kare?
Agar Aap Is Site Par Comment Karna Chahte Hai to Kisi Post Se Related Agar Sawal hai To Apko Hamesha post ke niche comment box me comment kare hai, taki Us Sawal ka jawab dene me Aasani ho comment karte time post ke Bareme bhi Likhe Taki Hame Pata chale Agar koi post Aur site me Improvement ke vishay me comment. karna chahte hai to jarur kare agar koi Improve ke upar Apna Sujhav dena chahte hai to hame Aur bhi khusi hogi.
(Comment Policy) Ek Achcha comment kaise karen jo jaldi approve ho sake
Achcha comment vo Hota Hai jismein Sahi Sawal puncha gaya ho, comment karne wale user ka (original Naam) Ho (original email ID) se comment kare. topic se sambandhit Sawal Ho, farji Aur Spam karne wala link Na Ho. Aise comment bahut jaldi approve hote hain, aur aapke Puche Gaye Sawal Ka Jawab bhi Sahi Milta Hai.
Aap Jo comment Karte Hain usko dusre log bhi dekhte hain isliye acche comment Karen Sahi tarike se Sawal Karen Taki dusre log bhi Dekhen aur aap ke bare mein Achcha Bole.
Comment Karke Sawal Kaise Puche
Aap Jo comment Karte Hain usko dusre log bhi dekhte hain isliye acche comment Karen Sahi tarike se Sawal Karen App jab bhi sawal puche to Hamari site yani Indian blog help. Ye ek hindi me site hai aur app koi bhi sawal comment kare to hindi me kare. kyunki hamra maksad hai hindi me sabhi parkar ki jankari dena isliye comment box me apne sawal saf saf likhe taki dusre logo ko bhi samj me Aaye.
Note: If You Comment In Fake Links On This Website Your Comment Goes Into Auto Spam, Then Your Comment Will Not Be Published.
Mera Comment Kab Show Honga?
Apka comment ham manually check karte hain Aur Hame lagta hai ki comment sahi hai to ham Aapke comment 2 se 3 hours me jawab Deke Approve kar dete hai, jiska agar Aap comment karte time email Save and Follow ke option par mark karte hai to Aapko ek Email prapt hoga.
Note: If You Comment Spam On This Site, Then Your Comments Can Be Deleted By Themselves.Comment On This Site In Hindi And Do Not Add Spam Link Otherwise Comments Will Not Approve.
Spam Comments, Re-Edit/Delete Ho Sakte Hai
Agar app Indian blog help par comment karte hain to Aapko is baat ka Hamesa dhayan Rakhna hoga ki comment me koi farji Link? Nahi hone chahiye, Agar apko koi Link add karna hai to Original link add kare bahut jaruri ho tab, warna Aapke comment Automatic Spam ho jayega. aur spam comment Publish Nahi Honge Delete Kar diye jayenge
VirodhaBhashi aur Violence Comment are Not Allowed
Agar aap Indian blog help par comment karte hain to is baat ka dhayan rakhe ki Aap kisi ko galt bhasha me baat nahi kar sakte kisi ko Gaali gloj nahi kar sakte hamese ek Samman Bhasa me baat kare. ham Esa koi comment Accept Nahi karte jo kisike bareme Galt bola gaya ho, ya kisi desh Samaj jaati dharm ya Ling rang bhed ke virodh me Comment kiya gaya ho. Ese comment Approve nahi honge sidhe Delete honge isliye comment sahi Language me kare.
Promotion Not Allowed
Agar Aap comment ke Jariye sirf Apni site ka ya koi personal promotion karna chahte hain, Aapka sirf khud ka parchar karna makhsad hai to ho sakta hai Apke comment Edit kiye ja sakte hai ya Delete bhi kiye ja sakte hai, Agar Aapko personal promotion me help Chahiye to is Contact from me jakar contact kare
Ya fir Hamar FB page me Join Hokar Direct Sawal Puch Sakte hai.
Aap Hame FB Community Ko Join Kar Sakte hain Aur Apne Sawal Ka Janldi Jawab Pa Sakte hai.
Aap Hame Instagram par Follow Kar sakte Hai Aur Sawal Puch Sakte Hai.
Sahi Tarike Se Comment Kaise Kare?
Sahi tarike se comment karne ke liye apko apni sari details sahi-sahi bharni hongi, Aapki Koi bhi personal details Ham Kisi ke Saath share Nahi karte hai. jese email aur ip address Yeh sab Niji hai.
comment from ko kaise bhare?
YourName*
Isme Apna Sahi Name Likhe, Jo Apka Real Name Hai Vo.
Email Address*
Isme Apna Email id Dale Email id, Jo Real Hai aur Apke Pas Hai Vo Dale Taki Aapke Comment ka Reply Dene Par Apko Mail Prapt Hoga.
Website Optional:
Website Me Apni Agar Blog Ya Website Hai To dal Sakte Hai, Warna ye Jaruri Nahi Hai Optional Hai, Agar Aap Chaho To Ise Khaali Chod Sakte Hai.
Massage Box*
Comment ke Massage Box Me Aap Apne Jo Sawal Puchna Chahte Hai, Vo Sab Likhe aur comment/Tipni Post Par Click Karke Apna Comment Submit Kar Sakte Hai.
All Rights Reserved
Indian blog help Par Hame sabhi parkar ke Rights hai Adhikaar hai, ki ham apke galt comment, spam comment, violence comment, jo hame galt lagte ho usko Edit kar sakte hai Delete kar sakte hai.
Ham Ummid Karte hai Ki Aap Sab Hamri Comment Policy Ka Palan Karenge Comment policy ke Sambndh Me Agar Aapka Koi Sawal Hai To contact Kar Sakte Hain. Dhanyewad:
Share & Help Your Friends 👇